Kese Bhi Image/Photo ke size ko kaise kam krte hai

  >  Kese Bhi Image/Photo ke size ko kaise kam krte hai 



Dosto agr aap ek Website ya Blog Chalate hai to aap jante hi hoge ke image ko apne website ya blog me Upload krne se pehle uske size ko kam krna kitna jaruri hai. Too aaj ke iss post me, mai apko batane ja raha hu ke aap kisi bhi image/photo ke size ko kaise kam krte hai. Too aap iss post ko last lak jarur padhe. kyuki mai apko Aisa method ke bare me batane ja raha hu jisse apke photo ka size kam bhi ho jayega or Quality bhi kharab nahi hogi. ( Aap Quality ko apne hisab se change bhi kr skte hai )




  > Photo ke Size ko Kaise Kam kare 


Apne image/photo ke size ko kam krna bahut aasan hai. Orr iss post me, mai apko free method ke bare me batauga. Apko bss niche likhe Steps ko follow krna hai.

 STEP 1 :  Sabse pehle apko iss Website ko opne krna hai - http://compressjpeg.com/ 

 STEP 2 :  Ab apko yaha ek Upload File ka option milega apko vaha click krna hai orr uss Photo ko Select krna hai jiska size aap kam krna chahte hai.


 Ab aap dekh sakte hai ke jo photo hmne select kiya tha vo Upload ho raha hai or uka size 3.5 MB hai. Ab iss photo ka size apne aap hi kam ho jayega.






 STEP 3 :  Ab aap dekh sakte hai ke iss Website ne apke photo ka size 74% kam kr diya hai. Ab agr aap iss photo ko download krna chahte hai too aap Photo ke niche likhe Download ke option pr click kr ke download kr sakte hai.



  > Photo ke Quality ko Kaise Change krte hai 


Ab agr aap is photo ke Quality ko Change krna chahte hai to apko iss upload huye photo pr click krna hai. To apko niche ke side kuch option dikhege jaha se aap photo ke quality ko change kr sakte hai.

Jb aap uss Photo ke Quality ko Select kr ly to aap Apply pr click kr de. Ab aap uss Photo ko dobara Download kr sakte hai.









Post a Comment

0 Comments