Long URL ko short kaise karte hai . How to short Long URL in hindi



Dosto aaj ki iss post me, mai apko batane ja rha hu ki aap kisi bhi website ke URL ko short kaise karte hai jo ki bilkul free hai.
Apne bahut se social network website pr dekha hoga ki, kisi post me bahut short link diya hota hai or uss short link se uss website ke title ka bhi pata nahi chalta ( www.kaisehelp.com ka short link https://goo.gl/IDiIws ).
URL ko short karne ke liye bahut si website hai lekin mai apko Google se short link banana sikhauga.



 > Short link kaise banate hai 

Step : 1 – Sabse pehle apko apne browser me type krna hai https://goo.gl/ yadi aap mobile se short link karna chate hai to iska app download kr le ( Download Here - https://goo.gl/L8UQGa ).

 ( 4MB me Shorten Url Mobile App - https://goo.gl/8ntDd8

Step : 2 – ab apke samne ek box open ho gaya hoga. Usme apko koi bhi URL link dalna hai jisko aap short karna chahte hai or SHORTEN URL par click krna hai.




Step : 3 –  Dosto ab apke samne ek new box open ho jayega jisme apko uper ki taraf ek short link najar aayega jisko apko Copy karna hai. Ab aap uss link ko kahi bhi share kr sakte hai.



Dosto mai aasha krta hu ki ap samaj gaye hoge ki kisi bhi Website ka URL ko short kaise karte hai.




Post a Comment

0 Comments