Dosto agr
aap bhi Blog Ya Website Chalate hai to Apne SEO ka Name zarur Suna Hoga. SEO
ki Madad se hi Hamare Blog ke Post Search
Engine mai Sabse Upar Aate hai, Esi ke bare me Aaj mai Apko Top 10 Tips Batane Wala hu.
01 – Write a SEO Friendly & Best Post Title
Jayada tar
Log Sabse Peheli Galti Post Title me
hi karte hai. Jab hum Post Upload Krte hai to hame Apne Title ko Aisa Likhna Chahiye
ki, Uss Title se hi Visitor ko Pata
Lag Jana Chahye ki is Pure Post me Kya Bataya Gaya Hai.
Acha Title Select Krne ke liye Aap Search Engine ki Madad Lay Sakte hai.
Phir Apko Jo bhi Title Achaa or Post Friendly Lage apko Uss Title ko
Choose kr lena Chahiye.
02 – Target a SEO Keyword for Post
Jb Bhi Aap
kisi Post ko likh Rahe ho to Apko Uske ander Top Keyword ko Use Krna chahiye Mtlb aise Keyword ko Use Krna Chahiye
Jinke Rank Search Engine me Achi ho.
Ek Achi Post ko Likhne ke liye Kam se Kam 350
words Use Krne chahiye Verna Apki Post Top Rank me Nahi Aayegi Mtlb Apke Post Search Engine mai Sabse Niche
aayegi.
Top Rank ki Keyword
ke Leye ap GoogleAdword ke KeywordPlanner ka Use kr Sakte hai.
03 – Permalink Your Post
Blog mai
apne post ki url ko apne hisab se set karna acha rehta hai. Waise to Permalink apke post title ki hisab se
automatic hi ban jata hai lekin aap isko apne hisab se Edit krke orr bhi acha bna sakti hai.
04 – Search Description
Permalink
Edit krte time Search Description ka
option iske niche hi hota hai. Apko iski ander apne post ki first 20 to 50 words likhni chahiye.
Iska fayada ye hai ki jab bhi koi visitor apki Post Social Media pr Share
karega to vaha apki title ke niche Search Description show ho jayega jis
se apke visitor ko apki post ke bare me ye pata chl jayega ke iss post me apne
kya bataya hai.
05 – Use of Heading
Apko apni
post ke ander Jayada se jayada Heading ka use krna chahiye iska fayada apko Search Engine me milega. Apki Heading
kisi bhi Rang(color) ki ho sakti hai iss se apki Search Engine pr koi Effect
nahi padega Lakin Apki Post ki Khubsurti badh jayegi. waise Apko Sabse Jaya H2 or H3 Heading ka use Krna Chahiye.
06 – Use Photo
Kisi bhi Post
ko achi ya badhi banane ki liye hum Photo/image
Use krte hai quki ek image ka
Size 300 to 500 word ke barabr hota
hai. Iss liye humko apne post me photo ko
jarur use krna chahiye. Photo use krne se Visitor
ka man Post padhne me laga rehta hai.
Jaise ki hum
jante hai ki hamra Mind image ki Language
jaldi samaj jata hai. Kisi bhi photo ko use krte time uska Username jarur Change kr le yani uss image ka username post ki name
ke hisab se dale.
07 – Check Blog loading time
Hamara Blog
ya Website Open hone me kitna time
le raha hai ye Internet ke Speed pr
Depend krta hai orr sath-sath SEO pr
bhi Depend krta hai. Apne Blog ke Loading
Time janne ki leye apko Internet pr bahut se website mil Jayege Jinme se
kuch ka link Niche Deya gaya hai.
08 – Use Related Post link
Dosto apko
apne blog ki Post me related post link jarur dalna chahiye es
se apki website ki view to badhte hai sath-sath apki Blog ka Watch Time bhi Badhta hai jo ki apke
Blog ki SEO ki liye bahut Achi baat hai.
09 – Use Simple and Fast template
Dosto apki
blog ya website ke template bahut simple or achi honi chahiye jis se ki apka
blog jaldi Open ho jaye or apke
Visitor ka jayada time waste na ho. Ager
apka blog/website jaldi open hoti hai too iska prbhav apki website traffic pr padega.
10 – Add Social Widget
Apki blog
ki hr Post mai Social Widget hona chahiye
taki apke Visitor apki post ko share kr
sake. Jise apki Blog ka FREE! Promote ho jata hai.
0 Comments