Doston agar aap bhi Ek blogger Banna Chahte Hain (Yah aap Pahle Se Hi Ek blogger hai) or app Apne blog per naye article dalte Rahty hai. To Aisi main aapko new article search karne me kafi pareshani hoti hai.
To doston aaj ki is post Mein Main aapko Kuchh Aisi tips and trick bataunga Jin ki madad se aap apne blog ke liye new artical ko aasani se search kar sakte hain. Aur apne blog per har roj Kuchh naya Dal sakte hain.
Apne blog par new post likhane ke ideas kaha se laye
1. Basic article likhiye
Doston sabse pahle to aapko Apne blog per ye dekhna chahie ki aap ka blog jis bhi topic se related Hai aapane Uske Sabhi basic topic ke upar basic topic pr article likha hai. agar aapane aisa nahin kiya hai to aap apne block ke topic se related Sabhi Jankari bilkul basic se De Aise main aapko New article ke ideas mil jaenge.
2. Comment se Idea le
Doston Jaisa ki aapane Apne blog per Pahle Se Hi Kuchh post Dali Hogi to Un per Kuchh Na Kuchh comments questions ke Jarur Aate Honge Aise mein aap un comments ko uthakar unke Upar Ek accha Sa artical likh sakte hain Aise mein aapke visitor communication to badhega hi aur sath hi Sath post likhane ka idea bhi mil jaega
3. Dusre Blog se Idea le
Doston yah Tarika Kafi Aasan hai aap apne blog ke topic se related dusro ke blog visit kar sakte hain aur vahan se apne artical likhane ka ek Kafi Achcha Idea Le sakte hain
4. Apni Purani Post se
Dosto Jo Aapne post Pahle Se Hi Apne blog per rakhe hain Usme se Kuchh topic pr Jarur new update Hue Honge to aap Un update ko aur purane topic ko mix Kar Ke Bhi Ek Achcha aur new artical likh sakte
5. Read Newspaper
Doston aapko rozaana newspaper Read krna chahie. isse aapko new article Ko likhane Ka idea Milta rahata Hai isase aap apni website per artical ko update bhi kar sakte hain.
2 Comments
This comment has been removed by a blog administrator.
ReplyDeleteit's useull
ReplyDelete