Blog kis topic par banaye - Top 10 ideas for Blog Tile

Dosto aaj ki is post me, mai apko batane ja raha hu ki aap kis topic pr blog bana sakte hai or internet ki duniya me apna acha khasa name bana sakte hai. Agr apko kesi chiz ka shok hai to a us topic pr hi blog banaye or mene niche kuch aise Top 10 Topic ke bare me bataya hai jo ke internet pr bahut popular hai.


  >  Top 10 ideas for Blog Title  




 > Politics 




Politics topic ek aisa topic hai jisko hr koi padhna chahta hai. Jis Year me election hote hai uss me ye topic Most Popular Topic me aata hai.

Aap Politics vale blog me aap kisi bhi  politics leader ke bare me likh sakte hai.


 > Product Review 

Dosto jab aap Online shopping website pr koi online product khareedte hai to aap us se pehle internet pr us product ka review dakhte hai. Jis se uss product ke bare me apko bahut jankari mil jate hai.
Aap is topc pr blog bana kr logo ko kharab product khareedne se rok sakte hai
Apko internet pr aise bahut se website mil jayege jaha pr bss apko product review milege.

 > Interview 

Aaj internet pr bahut sare log blog chala rahe hai or log unke content se jayada unke bare me padhna chate hai to aise me aap Blog founder ka interview apne blog me likh sakte hai.

 > Tech 

Agr aap Computer, Internet, Technology ect. me shok rakhte hai to aap Tech blog bana sakte hai. Hamara blog bhi iss hi topic pr hai.

 > Motivational Story 

Agr aap ek teacher ho ya apko logo ko salah dena acha lagta hai to aap motivational story likh kr apne blog pr daal sakte hai . aap kisi dusre website ki story copy na kare.

 > Jokes ya Shayari 

Dosto aap sab jante hai ki aaj ke time me hr social network pr sabse jayada Jokes or shayari padhi jati hai. Aise me aap bhi ek Jokes ya Shayari ka blog bna sakte hai.

 > News 

Dosto agr hum baat kare ke india me sabse jayada baar open hone waly blog kon se hai to wo News Blog hai. Aap News Blog me hr tarah ki news dal sakte hai chahe vo Tech News ho ya Politics News  , sab ki post aap iss blog me dal sakte hai .

 > Cooking 

Agr aap khana acha banate hai to aap apna ek cooking blog bna sakte hai jaha aap logo ko acha-acha khana banana sikha sakte hai.

 > Online Training 

Agr aap kisi ek chiz me expert hai to aap apna online training blog bana sakte hai jaha aap logo ko online training de sakte hai.

 > Photography 

Apke apko photo kheechne ka shok hai to aap apne liye ek photography ka blog bana sakte hai or agr apke photo logo ko pasand aate hai to aap un photo ko apne blog pr sell bhi kr sakte hai jiske apko ache paise mil jate hai.

Post a Comment

0 Comments