Dosto aaj ke time me hr koi facebook use krta hai or apke paas bahut Friend Request bhi aati hogi. Kuch logo ko to facebook pr anjan logo ko friends banana acha lagta hai or kuch logo ko ye bilkul acha nahi lagta . To aaj ke iss post me, mai apko batana jar ha hu ke aap apne facebook account se facebook friends Request ko kaise disable krte hai. Is post me, mai apko Mobile se facebook friends request ko disable krke btane wala hu.
Facebook Friends Request ko kaise Disable kare Mobile se
Apne account pr facebook friends request ko aise disable krte hai
⦁ Sabse pehle apko apne facebook App me Account Setting pr jana hai.
⦁ Uske baad apko Privacy pr click krna hai.
⦁ Ab apke samne bahut sari Setting Open ho jayegi apko Who can send you friend request ? pr click krna hai.
⦁ Ab apke samne 2 option open ho jayege apko friends of friends select krna hai.
Ab apka facebook friends Request ka option disable ho jayega. Agr apko ye post achi lagi hai to iss post ko share krna na bhule
0 Comments