How to Choose Best Domain Name in India


Dosto agr aap bhi koye blog ya website banane ki soch rahe hai too apko sabse jayada problem apne website ke liye domain name select krne me aate hai. Dosto aaj ke iss post mai me apko batane ja raha hu ke ap apne blog ya website ke liye best domain kaise select kr sakte hai.




Too dosto apko useke leye neche lekhe steps ko follow krna hai.

STEP 1 : Sabse phele aap apne browser me iss website ko open kare -  www.namemesh.com 

STEPS 2 : Dosto uske baad apko yaha ek box dikhai dega. Ab apko  jiss bhi topic pr apna blog ya website banana hai too us category se related tag word apko vaha dalna hai or Generate pr click krna hai.




STEP 3 : Too dosto ab aap apke saamne bahut sare domain name aa jayega. Yaha apko jitne bhii domain name dikhai denge wo apko Godaddy pr mil jayege.  Aap waha se  aasane se Buy kr sakte hai.






Apko iss website pr bahut achey achey domain name mill jayege. Aap yaha se apne blog ke liye achaa sa domain name select kr saktey hai.


Dosto me ummed krta hu ke apko iss post se fayada huaa hoga. Too iss post ko jayada se jayada share kare.





Thank You !





Post a Comment

0 Comments