> Apne Blog Ka Loading Time Kaise Kam Kare Hindi me
Dosto aaj
ke is post me, mai apko batane jar aha hu ki aap Apni Website ya Blog
ka loading time kaise kam kar sakte hai.
> Loading Time kya hota hai
Loading
time wo time hota hai jab koi user hamari website ya Blog ke URL
ko apne browser me dalta hai or Enter ka buttion dabata hai.
Enter
dabane ke baad pure Website ya blog jitne time me open hoti hai wo uss website
ya blog ka loading time hota hai.
> Loading Time kam kyu hona chahiye
Loading time
ka effect seedha hamari website ya blog ki Rank pr padhta hai. Agr
hamari blog ka loading time kam hai to hamare blog ki rank upar aayegi or agr
hamare blog ka loading time jayada hai to internet per hamari website ki rank
bahut niche aa jayegi.
Agr hamari
Website ya blog ka loading time jayada hai to next page ya New page open
hone me time lagta hai jise ke hamre visitor pr bura effect padhta hai.
> Apne Website ya Blog Ka Loading
Time Kaise Kam Karte hai
1) Web Hosting
Apko aise Web
Hosting provider ko select karna chahiye jiska DNS ( Domain Name Server
) reponse time acha ho . Apke domain name ko site ke IP
address pr show hone ke liye 100
mili seconds se kam lagta hai to ye ek achi baat hai.
Uske baad
apke web hosting ki response time bhi 200ms se kam hone caheye.
Domain Name Provider Website
Name :
1) Sahi Theme ko choose karna
Blog ke
loading time, uske theme pr bahut depend krta hai. Aap jis bhi theme ko apne
website ya blog ke liye select kare uss theme me jayada feature nahi hone chahiye
yani uss theme ka design simple ho to bahut acha hai apke blog ke loading time
ke liye.
1) Image Size
Apke Blog
me Image/video apke blog ke loading time ko badha date hai. Iss liye apko apne
blog me apne Photo or video ke size ko kam kar ke dalna chahiye yani unko
Compress kr lena chahiye. Iss se apke blog ka loading time per 50% effect
padhta hai.
2) Limited Post on Home page
Dosto kehne
ka mtlb ye hai ke apke website ke Home page pr
jayada post nahi hone chahiye. Yani apke blog ke home page me 5-10 post se
jayada nahi hone chahiye. Jayada post apke blog ke loading time ko badha dete
hai.
0 Comments