Gmail Account Kasie Banaye Puri Jankari Hindi me | Free E-mail ID kaise Banaye



Aaj ke time me aap sab jante hai ke Gmail Account hamare liye kitna jaruri hai. Kyuki agar hum aaj kisi bhi website pr SingUp krte hai to vo hmse E-mial ID mangte hai or hame apne Android Mobile ke Play Store pr hi Gmail Id dalni hoti hai, Too aaj ki iss post me, mai apko batane ja raha hu ke aap gmail pr account kaise bana sakte hai.

 > Gmail Account Kasie Banaye Step by Step 
Gmail pr apna account banana bahut aasan hai. Apko bss niche likhe Steps ko follow krna hai.
STEP 1 :  Apko iss link ko follow krna hai -  accounts.google.com/SignUp
Ab aap Gmail ke SingUp Page pr aa jayege.
STEP 2 :  Ab apko vaha pr Apne Details Dalni hai



1.       Yaha apko Apna Fast Name or Last Name dalna hai.
2.       Ab Apko apna koi Username select krna hai . Username select krte time apko Space ka use nahi krna hai.
3.       Ab apko yaha apna Password Chose krna hai.
4.       Apko yaha pr apna Password dobara dalna hai.
5.       Yaha pr apko Apne Date of Barth ko Select krna hai.
6.       Yaha apko apna Gender Select krna hai. Yani Agr aap Ladke hai to Male select krna hai or agr ladki hai to Female select krna hai.
7.       Yaha pr apko Apna Mobile Number Dalna hai.
8.       Ab Apko Next Step pr click krna hai.

 STEP 3 :  Ab apke samne G-mail ki Terms and Condition aa jayegi apko inn Terms and Condition ko padhna hai or phir apko I AGREE pr click krna hai.

STEP 5 :  Ab apko yaha pr apke G-mail ID dikh jayege or Iske baad apko Continue  pr click krna hai.
Ab apka Gmail Account Ready hai. Ab aap Apne Account ko Use kr sakte hai.
 Tips : 


  • ·         Apna User Name Aasan Select kare.
  • ·         Agr ho sake to bss Ek hi Gmail Account ko use kare.
  • ·         Apna Password kisi ke sath share mat kare.
  • ·         Apki Gmail Id ko kisi fake Website pr na dalne
  • ·         Apni gmail Id me sabhi details sahi dale.
  • ·         Apni Gmail account pr apna Mobile number jarur verify kr le.



Post a Comment

0 Comments