FREE Blog kaise Banate hai | How to Create a free blog in Hindi



Dosto mai iss post me apko btane jaa raha hu ke ak FREE Blog kaise Banate hai. Waise to apko internet per Bahut sari Website mil jayege jaha ap FREE Blog bana sakte ho But me aaj apko Blogger.com per FREE Blog banana sikhaoga.
Ager Apko Likehne ka shok hai to ye Field apke liye Best hai. ager app Achay POST lekhoge to app bahut Paise Bana Sakte ho.
FREE Blog banane ke liye apko ek E-mail ke zarurat hoti hai !
 
FREE Blog kaise Banate hai  How to Create a free blog in Hindi

FREE ! Blog Kaise Banate hai ?

 STEP 1 :  sabse Phele apne Browser me type kare www.blogger.com




 STEP 2 :  Phir "CREATE YOUR BLOG" per Click kare. ( E-mail ID se Login kar le )


  STEP 3 :  "Create a limited Blogger Profile" per Click Kare.

 STEP 4 :  Blogger Profile me apna ya apne Blog ka name dale. Phir "Continue to Blogger" per Click kare.


 STEP 5 :  "CREATE NEW BLOG" per Click kare.

 STEP 6 :  Phir apko 1st Box mai Apne Blog ka title Dalna hai.
2nd Box mai apna Domain Name Select Karna hai. ( Ex : mykaisehelp.blogspot.in )
3rd Box me apko apne Blog ke Leye Templete (Design) Choose karne hai.
orr Last me "CREAT BLOG" per Click kare.

 STEP 7 :  ab apka blog Ready hai. ab apko usme post dalna hai. post dalne ke leye apko "NEW POST" per Click karna hai.
Isme apko 1st Box me POST ka TITLE dalna hai.
or 2nd Box ( Big Box ) ap apna POST likah sakyte ho.
Or Post Likehte time App iske FEATURES ka fayada utha sakyte ho.
Or Finaly "PUBLIC" per Click kare.


Ab ap apne Blog me isse tarah Post Dale. Ab Apka Blog PUBLIC ho jayega or koye bhi usko Dakeh sakta hai.

Dosto mai aasha karta hu ke ye post apke leye helpful raha hoga . Too iss post to jayada se jayada Share kare.

                                                                             Thanking You ! 

Post a Comment

6 Comments

  1. hello
    maine apka blog dekha bahut acha tha usse muje bahut kuc sikhne ko mila asha krta gu aage bhi ase hi post krte rhoge

    ReplyDelete
  2. hello
    maine apka blog dekha bahut acha tha usse muje bahut kuc sikhne ko mila asha krta gu aage bhi ase hi post krte rhoge

    ReplyDelete
  3. Greetings of the day! I would like to inform you that your blog is in Hindi, and we cannot fully comprehend everything you wrote. Waiting for the possible interpretation!

    ReplyDelete